Baldev the POET
philosphar to hum bachpan se the shayer bane ik saal hua nae nae to abhi ashique bane the ke itne mai aisa haal hua ranjha ban ne ko phirte the bhool gae ke majnu ka kaisa haal hua……
Maine poochha khuda se kia yehi teri dunia hai har kadam pe imtehaan har dagar pe bewafa hai jahan pyar ki koi keemat nahi aur mohhabat hi saza hai ja mari thokar teri dunia ko ab hum na kisi se dare ge ab kia koi hume rulaega hum khud hi bewafa banege.
take this
uuun na dekho in nigahon se ke inme mai uttar jaoon itne paas na aao in tanhaaion mai ke har had se mai guzar jaaoon…..
uuun na dekho in nigahon se
ke inme mai uttar jaoon
itne paas na aao in tanhaaion mai
ke har had se mai guzar jaaoon…..
CATCH ME ON FACEBOOK